Aaj Na Jaana Lyrics – Sanam Puri
Lyrics Over A2z – Aaj na Jaana Song lyrics – Sanam from an Album of Sanam Puri. Starring by Sanam Puri & His Team. They are also in the lead roles.(LyricsOverA2z.com) Aaj Na Jaana Song was Sung by Sanam Puri. The music of the Song Aaj Na jaana, has been composed by Sanam Puri & His team. The lyrics of the song Aaj na Jaana, have been penned by Siddhant Kaushal (LyricsOverA2z.com) Aaj Na Jaana Song was released on October 22, 2019.
Song Name : Aaj Na jaana (Sanam Puri)
Singer : Sanam pari
Music : Sanam Puri
Lyricist : Siddhant Kaushal
(LyricsOverA2z.com @2019 Copyright)
Album : Sanam Puri
Releasing Date : October 22, 2019
Label : Sanam
Aaj Na Jaana Song Lyrics
Kyun kahin ko jaana
Aa idhar ko aana
Maan le tu kehna
Aaj na jaana
Aaj na jaana
Itti bhi jaldi kya bata
Thoda qareeb aa mere zara
Ghar jaake bhi karegi tu kya
Main jo ruka abhi hu yahaan
Kyun kahin ko jaana
Aa idhar ko aana
Maan le tu kehna
Aaj na jaana (x2)
Mere liye ruk ja zara tu abhi
Kar ghalti abhi ke abhi
Tere mere baare mein jaante hai sabhi
Phir parwaah kya
Tere aage dikhta mujhe kuch nahi
Aise rehna lagta hai sahi
Tere mere beech na aaye koi
Aur kehna kya
Kyun hai farak padta
Itta na soch jaane de zara
Ghar jaake bhi karegi tu kya..aa
Main jo ruka abhi yahaan
Kyun kahin ko jaana
Aa idhar ko aa na
Maan le tu kehna
Aaj na jaana (x2)
Aaj na jaana!
(LyricsOverA2z.com @2019 Copyright)